Bhanwra Bhanwra Aaya Re Fatak Fatak from Kaminey

Advertisements


Movie : Kaminey
Singers : Sukhwinder Singh and Kailash Kher
Song : Bhanwra Bhanwra Aaya Re Fatak Fatak
Lyricist : Gulzar
Actors : Shahid Kapoor, Priyanka Chopra, Amol Gupte
Music Director : Vishal Bhardwaj

ke bhanwra bhanwra aaya re
ke bhanwra bhanwra aaya re
fatak fatak..
fatak fatak..

ke bhanwra bhanwra aaya re
fatak fatak..
ke gun gun karta aaye re
fatak fatak..

ke bhanwra bhanwra aaya re
gun gun karta aaya re
sun sun karta galiyon se
ab tak koi na bhaaya re
fatak fatak..

are sauda kare saheli ka
sar pe tel chameli ka
sauda kare saheli ka
sar pe tel chameli ka
kaan mein itar ka phaya re
fatak fatak..

ke bhanwra bhanwra aaya re
gun gun karta aaya re
ke bhanwra bhanwra aaya re
gun gun karta aaya re

sun sun karta galiyon se
ab tak koi na bhaaya re
fakat dhar patak on the ground
fakat dhar patak on the ground
fakat dhar patak on the ground
fakat dhar patak on the ground

ginti na karna is ki yaaron mein
aawara ghoome galiyaaron mein
ginti na karna is ki yaaron mein
aawara ghoome galiyaaron mein

ye chipku hamesha satayega
ye jaayega phir laut aayega
khoon ke maile katre hain
jaan ke saare khatar ke aaaya
ke aaaya ke aaaya
raat ka jaaya re
fatak fatak..
ke aaya fatak..
ke aaya fatak..
ke aaya raat ka jaaya re

jitna bhi jhoot bole thoda hai
keedon ki basti da makoda hai
jitna bhi jhoot bole thoda hai
hey keedon ki basti da makoda hai

raaton ka bichhoo hai kaatega
ye zehereela hai zeher chaatega
darwaazon mein kunde ko
dafa karo ye gunde
ye shaitaan ka saaya re
fatak fatak..

ke bhanwra bhanwra aaya re
gun gun karta aaya re
ke bhanwra bhanwra aaya re
gun gun karta aaya re

ke bhanwra bhanwra aaya re
gun gun karta aaya re
sun sun karta galiyon se
ab tak koi na bhaaya re

ke bhanwra bhanwra aaya re
gun gun karta aaya re
ke bhanwra bhanwra aaya re
gun gun karta aaya re

ye ishq nahi aasaan
aji aids ka khatra hai
ho patwaar pehan jaana haaye
ye aag ka dariya hai

ke naiya doobe na
re bhanwra kaate na
ke naiya doobe na
re bhanwra kaate na
ke naiya doobe na
re bhanwra kaate na

ke naiya doobe na
re bhanwra kaate na
ke naiya doobe na
re bhanwra kaate na
ke naiya doobe na
re bhanwra kaate na
naiya doobe na..

It is a dancing number from the film Kaminey. This song is sung by Sukhwinder Singh and Kailash Kher. Sukhwinder Singh has created a magical feel for enjoyment in the song.


 



No Responses to “Bhanwra Bhanwra Aaya Re Fatak Fatak from Kaminey”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.