Bas Yahi Apradh Main Har Baar from Pehchan

Advertisements


Movie : Pehchan
Singers : Mukesh
Song : Bas Yahi Apradh Main Har Baar
Lyricist : Neeraj
Actors : Manoj Kumar, Babita Kapoor, Balraj Sahni
Music Director : Shankar Jaikishan

bas yahi apraadh main
har baar karta hoon
bas yahi apraadh main
har baar karta hoon

aadmi hoon aadmi se
pyaar karta hoon
aadmi hoon aadmi se
pyaar karta hoon

bas yahi apraadh main
har baar karta hoon
bas yahi apraadh main
har baar karta hoon

aadmi hoon aadmi se
pyaar karta hoon
aadmi hoon aadmi se
pyaar karta hoon

ek khilauna ban gaya
duniya ke mele mein
koi khele bheed mein
koi akele mein

ek khilauna ban gaya
duniya ke mele mein
koi khele bheed mein
koi akele mein

muskura kar bhent har
sweekaar karta hoon
muskura kar bhent har
sweekaar karta hoon

aadmi hoon aadmi se
pyaar karta hoon
aadmi hoon aadmi se
pyaar karta hoon

hoon bahut nadaan
karta hoon ye nadaani
bech kar khushiyaan
kharidoon aankh ka paani

hoon bahut nadaan
karta hoon ye nadaani
bech kar khushiyaan
kharidoon aankh ka paani

haath khaali hain magar
vyapaar karta hoon
haath khaali hain magar
vyapaar karta hoon

aadmi hoon aadmi se
pyaar karta hoon
aadmi hoon aadmi se
pyaar karta hoon

main basana chaahta hoon
swarg dharti par
aadmi jis mein rahe
bas aadmi ban kar

main basana chaahta hoon
swarg dharti par
aadmi jis mein rahe
bas aadmi ban kar

us nagar ki har gali
taiyaar karta hoon
us nagar ki har gali
taiyaar karta hoon

aadmi hoon aadmi se
pyaar karta hoon
aadmi hoon aadmi se
pyaar karta hoon

This song is a famous hit number of Mukesh chartbusters. The song is from the film Pehchan which is directed by Sohanlal Kanwar in the year 1970. Its picturisation is shown on Manoj Kumar.


 



No Responses to “Bas Yahi Apradh Main Har Baar from Pehchan”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.