Baar Baar Dekho Hazaar Baar Dekho from China Town
Movie : China Town
Singers : Mohammad Rafi
Song : Baar Baar Dekho Hazaar Baar Dekho
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Actors : Shammi Kapoor, Jeevan Kala, Helen
Music Director : Ravi
Baar baar dekho, Hazaar baar dekho
Ke dekhne ki cheez hai, Hamara dilruba
Taali ho, taali ho, taali ho
Oo..
Baar baar dekho, Hazaar baar dekho
Ke dekhne ki cheez hai, Hamara dilruba
Taali ho, taali ho, taali ho
Haan ji haan
Aur bhi honge dildaar yahaan
Laakhon dilon ki bahaar yahaan
Par ye baat kahaan
Haaye
Haan ji haan
Aur bhi honge dildaar yahaan
Laakhon dilon ki bahaar yahaan
Par ye baat kahaan
Ye bemisaal husn, lajwaab ye ada
Taali ho, taali ho, taali ho
Baar baar dekho, Hazaar baar dekho
Ke dekhne ki cheez hai, Hamara dilruba
Taali ho, taali ho, taali ho
Dil mila, ek jaan e mehfil mila
Ya chiraag e manzil mila
Ye na poochho ke kahaan
Dil mila, ek jaan e mehfil mila
Ya chiraag e manzil mila
Ye na poochho ke kahaan
Naya naya ye aashiqui ka raaz hai mera
Taali ho, taali ho, taali ho
Baar baar dekho, Hazaar baar dekho
Ke dekhne ki cheez hai, Hamara dilruba
Taali ho, taali ho, taali ho
Balle balle, uthke mister kyun chale
Pyaar pe mere kaho kyun jale
Baith bhi jao meherbaan
Balle balle, uthke mister kyun chale
Pyaar pe mere kaho kyun jale
Baith bhi jao meherbaan
Dua karo mile tumhein bhi aisa dilruba
Taali ho, taali ho, taali ho
Baar baar dekho, Hazaar baar dekho
Ke dekhne ki cheez hai, Hamara dilruba
Taali ho, taali ho, taali ho
Taali ho, taali ho
Taalii Ho, Taalii Ho Taalii Ho
A very famous song from the film China Town which is released in 1962. The film was not much hit but this song in great voice of Mohammad Rafi ranked good in music chartbusters. The song is picturised on Shammi Kapoor.
- Mitti Se Khelte Ho Baar Baar from Patita
- Sau Baar Janam Lenge from Ustaadon Ke Ustaad
- Pehli Baar Mohabbat Ki Hai from Kaminey
- Ek Baar Jaana America Janaab from Yun Hota To Kya Hota
- Chalo Ek Baar Phir Se from Gumrah
- Pehle Sau Baar Idhar Aur Udhar from Ek Nazar
- Jhalak Dikhla Ja Jhalak Dikhla Ja from Aksar
- Yaadon Mein Aksar Aate Rahe from Yun Hota To Kya Hota
- Songs of China Town
- Baar Baar Din Ye Aaye from Farz
- Pehli Baar Ik Ladki Mera from Aur Kaun
- Aye Dil e Beqaraar Jhoom from Shahjahan
- Kambakht Ishq Cheez Hai Hi Aisi from Kambakkht Ishq
- Dil Cheez Kya Hai Aap Meri from Umrao jaan
- Kiska Hai Ye Tumko from Main Hoon Na
No Responses to “Baar Baar Dekho Hazaar Baar Dekho from China Town”
Please Wait
Leave a Reply