Baabarr Baabarr Baabarr from Baabarr
Movie : Baabarr
Singer : Sukhwinder Singh
Song : Baabarr Baabarr Baabarr
Lyricist : Anand Raaj Anand
Actors : Soham, Mithun Chakraborty, Urvashi Sharma, Om Puri, Sushant Singh, Mukesh Tiwari
Music Director : Anand Raaj Anand
gali gali mein shor us ka
masha allah rob us ka
chal pade to toofan mein
aa jaaye jhalkaara
gali gali mein shor us ka
masha allah rob us ka
chal pade to toofan mein
aa jaaye jhalkaara
sharaara sharaara
aankhe uski sharaara
maula hi jaane us ki hi hadein
baabarr..
baabarr baabarr..
baabarr baabarr..
zulmi bada ahankaari
dar jaave duniya saari
jeevan k jungle ka
ye ghayal sher hai
jo dekhe wo ghabraaye
to takre wo mar jaave
jisne lalkaara
jungle ho gaya dher
sharaara sharaara
aankhe us ki sharaara
maula hi jaane us ki hi hadein
baabarr..
baabarr baabarr..
baabarr baabarr..
jhukna na us ko aave
rukna us ko na aave
aa jaave raahon mein
chaahe sau mushkile
chatan chatna krodh ka ufan
tedhe medhe raste us ki manzil
sharaara shaaara
aankhe us ki sharaara
maula hi jaane us ki hi hadein
baabarr..
baabarr baabarr..
baabarr baabarr..
gali gali mein shor us ka
masha allah rob us ka
chal pade to toofan mein
aa jaaye jhalkaara
chal pade to toofan mein
aa jaaye jhalkaara
sharaara sharaara
aankhe uski sharaara
maula hi jaane us ki hi hadein
baabarr..
baabarr baabarr..
baabarr baabarr..
Baabarr Baabarr Baabarr is the title number from the film which is sung by well known playback singers Sukhwinder Singh. Anand Raaj Anand is the music director and also the lyricist of the movie songs.
- Songs Of Baabarr
- Ho Maula Ye Bata Ye Jindagi Hai Kya from Baabarr
- Paagal Manva Tarse Re from Baabarr
- Aa Jaiyo Jab Baje Raat Barah from Baabarr
No Responses to “Baabarr Baabarr Baabarr from Baabarr”
Please Wait
Leave a Reply