Awara Hoon Ya Gardish Mein Hoon from Awara

Advertisements


Movie :  Awara
Singers : Mukesh
Song : Awara Hoon Ya Gardish Mein Hoon
Lyricist : Shailendra
Actors : Raj Kapoor, Nargis, Prithviraj Kapoor, K N Singh
Music Director : Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal

Awara hoon
Awara hoon
Ya gardish mein hoon aasmaan ka taara hoon
Awara hoon
Awara hoon
Ya gardish mein hoon aasmaan ka taara hoon
Aawara hoon

Gharbaar nahi sansaar nahi
Mujhse kisi ko pyaar nahi
Mujhse kisi ko pyaar nahi
Us paar kisi se milne ka ikraar nahi
Mujhse kisi ko pyaar nahi
Mujhse kisi ko pyaar nahi
Sunsaan nagar anjaan dagar ka pyaara hoon
Awara hoon
Awara hoon
Ya gardish mein hoon aasmaan ka taara hoon
Awara hoon

Abaad nahi barbaad sahi
Gaata hoon khushi ke geet magar
Gaata hoon khushi ke geet magar
Zakhmo se bhara seena hai mera
Hansti hai magar ye mast nazar
Duniya…
Duniya mein tere teer ka ya taqdeer ka maara hoon

Awara hoon
Awara hoon
Ya gardish mein hoon aasmaan ka taara hoon
Awara hoon
Awara hoon
Awara hoon

A very famous song of the film ‘Awara’ which was released in 1951. This song became much popular in India as well as in many foreign countries also. The film is ranked in top 25 must see bollywood films and Raj Kapoor’s performance in the film was incredible.


 



No Responses to “Awara Hoon Ya Gardish Mein Hoon from Awara”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.