Angrezi Mein Kehte Hain from Khuddar

Advertisements


Movie : Khuddar
Singers : Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Song : Angrezi Mein Kehte Hain
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Actors : Parveen Babi, Amitabh Bachchan, Sanjeev Kumar, Vinod Mehra, Tanuja
Music Director : Rajesh Roshan

angrezi mein kehte hain ke I love you
gujrati maa bole tane prem karun chhun chhun chhun
bangali mein kehte hain aami tumaake bhaalo baashi
aur punjabi mein kehte hain teri to haa
tere bin mar jana, main tainu pyaar karna
tere jaiyo naiyo labni, o saathi ho

ni baliye, angrezi mein kehte hain ke I love you
angrezi mein kehte hain ke I love you
gujrati maa bole tane prem karun chhun
bangali mein kehte hain aami tumaake bhaalo baashi
aur punjabi mein kehte hain teri to haa
tere bin mar jana, main tainu pyaar karna
tere jaiyo naiyo labni, o saathi ho

hum tumpe itna dying
jitna sea mein paani lying
akash mein panchhi flying
bhanwra bagiyan mein gaaing
hum tumpe itna dying
jitna sea mein paani lying
akash mein panchhi flying
bhanwra bagiyan mein gaaing
angrezi mein kehte hain ke I love you
gujrati maa bole tane prem karun chhun
bangali mein kehte hain aami tumaake bhaalo baashi
aur punjabi mein kehte hain teri to haa
tere bin mar jana, main tainu pyaar karna
tere jaiyo naiyo labni, o saathi ho

itna kare kyun dhaandal
duniya kya kahegi humko
hum samjha akkal wala
bilkul idiot hai tum to
itna kare kyun dhaandal
duniya kya kahegi humko
hum samjha akal wala
bilkul idiot hai tum to
angrezi mein na bolu re I love you
gujrati maa shu kam bolu prem karun chhun
bangaali mein na bolu re aami tumaake bhaalo baashi
aur punjabi mein na bolu, teri son
ki tere bin mar jana, main tainu pyaar karniaa
ve tere jaiya nai labnaa, o saathi o

tu jaldi haan karde varna teri kasam khata hu
saari duniya  ke aage jaani abhi poison khata hu
angrezi mein kehti hu ke I love you
gujrati maa bolu tane prem karun chhun chhun chhun
bangali mein kehti hu aami tumaake bhaalo baashi
aur punjabi mein kehndi hu teri to
tere bin mar jana, main tainu pyaar karna
tere jaiyo naiyo labni, o saathi ho
angrezi mein kehte hain ke I love you
gujrati maa bole tane prem karun chhun chhun chhun
bangali mein kehte hain aami tumaake bhaalo baashi
aur punjabi mein kehte hain teri to

It is an enjoyble number of the film Khuddar. The song is picturised on Amitabh Bachchan and Parveen Babi. Khuddar is released in 1982 under the direction of Ravi Tondon.


 



No Responses to “Angrezi Mein Kehte Hain from Khuddar”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.