Ahista Ahista Mujhe Yakeen Ho Gaya from Bachna Ae Haseeno

Advertisements


Movie : Bachna Ae Haseeno
Singers : Lucky Ali and Shreya Ghoshal
Song : Ahista Ahista Mujhe Yakeen Ho Gaya
Lyricist : Anvita Dutt Guptan
Actors : Ranbir Kapoor, Deepika Padukone, Bipasha Basu, Minissha Lamba
Music Director : Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani

ahista ahista
mujhe yakeen ho gaya
ahista ahista
ye dil yahin kho gaya

yun gira gira hai chaand ya
teri hai roshni
tun udi udi si hai zameen aahista
hoo..

hua ye pehli baar ho..
mujhe ho gaya hai pyaar ho..
hua ye pehli baar ho..
mujhe ho gaya hai pyaar ho..

dekh loon ye khwaab main
ke raaton mein tu aa ke ye kahega
ke tu jee rahi hai meri zindagi
sochi kya baat hai
ye aankhon se tu dheere se sunega

kyun na rok loon main ye din yahin
kisi se bhi na kahenge hum na
yahi pe kho jayenge

yun gira gira hai chaand ya
teri hai roshni
tun udi udi si hai zameen aahista
hoo..

hua ye pehli baar ho..
mujhe ho gaya hai pyaar ho..
ho ho..

mujhse ek pal mila
ye lamhe saare sabse chhupa lo
teri jo kahani suna chala
aur us pal mein hi
tum aa ke muhje apna bana lo
mujh ko mera har ek kal mila
phoolon ka hum na lenge bichauna
khwaabon mein kho jayenge

yun gira gira hai chaand ya
teri hai roshni
tun udi udi si hai zameen aahista
hoo..

hua ye pehli baar ho..
mujhe ho gaya hai pyaar

ahista ahista
mujhe yakeen ho gaya
ahista ahista
ye dil yahin kho gaya

yun gira gira hai chaand ya
teri hai roshni
tun udi udi si hai zameen aahista
hoo..

hua ye pehli baar ho..
mujhe ho gaya hai pyaar ho..
hua ye pehli baar ho..
mujhe ho gaya hai pyaar ho..

The song is a romantic number from the film. This number is in the voice of Shreya Ghoshal and Lucky Ali. The song is picturised on Ranbir Kapoor and Minissha Lamba in various romantic locations.


 



No Responses to “Ahista Ahista Mujhe Yakeen Ho Gaya from Bachna Ae Haseeno”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.