Aate Jaate Haste Gaate from Maine Pyar Kiya
Movie : Maine Pyar Kiya
Singers : Lata Mangeshkar and S P Balasubrimanyam
Song : Aate Jaate Haste Gaate
Lyricist : Dev Kohli, Assad Bhopali
Actors : Salman Khan, Bhagyashree, Alok Nath, Mohnish Behl
Music Directors : Ram Lakshman
aate jaate
haste gaate
socha tha maine
man mein kayi baar
wo pehli nazar
halka sa asar
karta hai kyun
is dil ko beqaraar
ruk ke chalna
chal ke rukna
na jaane tumhe hai
kis ka intezaar
tera wo yakeen
kahin main to nahi
lagta hai yahi
kyun mujh ko baar baar
yahi sach hai
shayad maine pyar kiya
aate jaate
haste gaate
socha tha maine
man mein kayi baar
hothon ki kali
kuchh aur khili
ye dil pe hua hai
kis ka ikhtiyaar
tum kaun ho
batla to do
kyun karne lagi main
tum pe aitbaar
khaamosh rahun
ya main keh doon
ya kar loon main
chup ke se ye sweekaar
yahi sach hai
shayad maine pyar kiya
haan haan tum se
maine pyar kiya
This is the begining track from the film Maine Pyaar Kiya. Voice for this song is given by Lata Mangeshkar and S P
Balasubrimanyam and is picturised on the lead star of the film Salman Khan and Bhagyashree.
- Aate Jaate Pehloo Mein Aaya Koi from Yahudi
- Maine Pyaar Kiya Pyaar Kiya from Maine Pyar Kiya
- Aate Jaate Mausam Se from 42 Kms
- Hit song Maine Pyar Kiya
- Hum Tum Yug Yug Se Ye Geet Milan Ke from Milan
- Hastey Hastey Hastey Hastey from Hastey Hastey
- Koi Aa Jaaye Bigdi Taqdeer Bana Jaaye from Post Box no 999
- Aadmi Musafir Hai Aata Hai Jaata Hai from Apnapan
- I Say Pom Pom Pom from Horn Ok Pleassss
- Tumse O Haseena Kabhi from Farz
- Meherbaniyaan Haaye Meherbaniyaan from Veer
- Rote Rote Hasna Seekho from Andha Kanoon
- Ishq Kiya Kiya Ishq Piya Piya from Anthony Kaun Hai
- Thoda Sa Pyar Hua Hai (sad) from Maine Dil Tujhko Diya
- Maan Gaye Mughal E Azam from Maan Gaye Mughal E Azam
No Responses to “Aate Jaate Haste Gaate from Maine Pyar Kiya”
Please Wait
Leave a Reply