Aap Naraaz Khuda Khair Kare from Pyar Mohabbat

Advertisements


Movie : Pyar Mohabbat
Singers : Mohammad Rafi
Song : Aap Naraaz Khuda Khair Kare
Lyricist : Shailendra
Actors : Dev Anand, Saira Banu, Prem Nath
Music Directors : Shankar Jaikishan

aap naraaz
khuda khair kare
naaz o andaaz
khuda khair kare

aap naraaz
khuda khair kare
naaz o andaaz
khuda khair kare

apni to jaan pe ban aayi hai
dil ki aawaaz
khuda khair kare

aap naraaz
khuda khair kare
apni to jaan pe ban aayi hai
dil ki aawaaz
khuda khair kare

humne bulaaya to
na aaye aap
mere saaye se bhi
katraaye aap

aakhir to koi baat
hai mujh mein
aaj jo paas
chale aaye aap

humne bulaaya to
na aaye aap
mere saaye se bhi
katraaye aap

aakhir to koi baat
hai mujh mein
aaj jo paas
chale aaye aap

aap naraaz
khuda khair kare
naaz o andaaz
khuda khair kare

apni to jaan pe ban aayi hai
dil ki aawaaz
khuda khair kare

aap achhe lage
mujh ko huzoor
mere dil ka hai
bas yehi kusoor
is ke liye na leeje meri jaan
aur koi saza dije zaroor

aap achhe lage
mujh ko huzoor
mere dil ka hai
bas yehi kusoor
is ke liye na leeje meri jaan
aur koi saza dije zaroor

aap naraaz
khudaa khair kare
naaz o andaaz
khuda khair kare

apni to jaan pe ban aayi hai
dil ki aawaaz
khuda khair kare

aap ke pyaar ka
sahaara tha
warna duniya mein
kya hamaara tha
sapna wo toot gaya kya karen
lekin bharam wo
dil ko pyaara tha

aap ke pyaar ka
sahaara tha
warna duniya mein
kya hamaara tha
sapna wo toot gaya kya karen
lekin bharam wo
dil ko pyaara tha

aap naraaz
khudaa khair kare
naaz o andaaz
khuda khair kare

apni to jaan pe ban aayi hai
dil ki aawaaz
khuda khair kare
aap naraaz
khuda khair kare

This song is a romantic number with some dance feel in it. The song is from the film Pyar Mohabbat which was released in the year 1966. Direction of the film was done by Shankar Mukherjee.


 



No Responses to “Aap Naraaz Khuda Khair Kare from Pyar Mohabbat”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.