Aanewala Pal Jaanewala Hai from Golmaal

Advertisements


Movie : Golmaal
Singer : Kishore Kumar
Song : Aanewala Pal Jaanewala Hai
Lyricist : Gulzar
Actors : Amol Palekar, Bindiya Goswami, Utpal Dutt, Deven Verma, Dina Pathak
Music Director : Rahul Dev Burman

Hmm hmm…
Aha ha ha….
Hey hey…
Hmm hmm..

Aanewala pal jaanewala hai
Aanewala pal jaanewala hai
Ho sake to is mein zindagi bita do
Pal jo ye jaanewala hai ho ho

Aanewala pal jaanewala hai
Ho sake to is mein zindagi bita do
Pal jo ye jaanewala hai

Ek baar yun mili maasoom si kali
Ek baar yun mili maasoom si kali
Ho khilte hue kahaan pushpaash mein chali
Dekha to yahi hai dhoonda to nahin hai
Pal jo ye jaanewala hai ho ho

Aanewala pal jaanewala hai
Ho sake to is mein zindagi bita do
Pal jo ye jaanewala hai

Ek baar waqt se lamha gira kahin
Ek baar waqt se lamha gira kahin
Wahan daastan mili lamha kahin nahi
Thoda sa hasa ke thoda sa rula ke
Pal ye bhi jaanewala hai ho ho

Aanewala pal jaanewala hai
Ho sake to is mein zindagi bita do
Pal jo ye jaanewala haiAanewala pal jaanewala hai
Aanewala pal jaanewala hai

This soft song is from the film Golmaal 1979. The film was directed by Hrishikesh Mukherjee and it was a super duper hit film of that year. This comedy film won many filmfare awards.


 



No Responses to “Aanewala Pal Jaanewala Hai from Golmaal”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.