Aaja Aye Saaye Mere from New York

Advertisements


Movie : New York
Singers : Pankaj Awasthi
Song : Aaja Aye Saaye Mere
Lyricist : Sandeep Shrivastava
Actors : John Abraham, Katrina Kaif, Neil Nitin Mukesh, Irrfan Khan
Music Director : Sandeep Srivastava, Junaid Wasi

aa..aa..
aa aaja aye saaye mere
aa aaja kahin aur chale
har soch hai ek band gali
har dil mein yahan taale pade

aa aaja aye saaye mere
aa aaja kahin aur chale
har soch hai ek band gali
har dil mein yahan taale pade

gar mumkin ho pak main apna
naam mita doon
bas ban jaaun insaan
main har pehchaan mita doon

jab barse pehli baarish
sab ke ghar barse
bas pooche ye insaan ke apna
naam bata doon

maathe pe sabhi ke likh de
haathon pe sabhi ke likh de
zyada na koi na kam ho
ek naam sabhi ka rakh de
ek naam sabhi ka rakh de
ek naam sabhi ko bas de

aa aaja aye saaye mere
aa aaja kahin aur chale
har soch hai ek band gali
har dil mein yahan taale pade

is ek zameen ke yaar tu itne tukde na kar
jab ho saare insaan fark phir un mein na kar

is ek zameen ke yaar tu itne tukde na kar
jab ho saare insaan fark phir un mein na kar
jitna chaahe uns muhabbat apno se rakh
nafrat ko tu yaar magar yoon mujhse na kar

shaklon ko sabhi ke rang de
jismo ko sabhi ke rang de
kaala na koi ho gora
ek rang sabhi ko rang de

shaklon ko sabhi ke rang de
jismo ko sabhi ke rang de
kaala na koi ho gora
ek rang sabhi ko rang de
ek rang sabhi ko rang de
ek rang sabhi ko bas de

aa aaja aye saaye mere
aa aaja kahin aur chale
har soch hai ek band gali
har dil mein yahan taale pade

aa aaja aye saaye mere
aa aaja kahin aur chale
har soch hai ek band gali
har dil mein yahan taale pade

The song can be said as a sufi number from the film New York which is in the voice of Pankaj Awasthi. The film New York is a story of three young friends John Abraham, Katrina Kaif and Neil Nitin Mukesh who, however,  are related in the case of September 9/11.


 



No Responses to “Aaja Aye Saaye Mere from New York”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.